• ๐Ÿ“Yahan gham se Tajiyah Ka Koi Tallukat nahi.

🎱📍Yahan gham se Tajiyah
Ka Koi Tallukat nahi
Farmaya gaya , Balke Pata
Chala ki
AASHURA Ke Din Kapde Fadna, Baal Nochna Sar Par Mitti Dalna, Seena pitna, Dhol Tashe Bajana, Taziya Nikalna Wagaira Jahalat Ke Kaam Hai.👇
Keh Do Ghame E Husain Manane Walo Se Momin Kabhi Shohada Ka Matam Nahi Karte
Hai Ishq Apni Jaan Se zyada Aale
Rasool Se Yu Sare Aam Hum Unka Tamasha Nahi Karte,
Roye Wo Jo Munkir Hai Shadat e
Husain radhiallahu ta’ala anhu
ke Hum zinda O Jawad Ka Matam Nahi Karte..
Shaheedo Ki Shahadat Par Matam Na Karo Beshak Shaheedo Ki Shahadat Par Matam Karna Sakht Haraam Hai,
Jab Shaheed Marta Hi Nahi,
Ye Elan-e-Quran Hai Toh
Usme Maatam Kyun?
☝🇸🇦Bismillah-Hirra hman-Nirrahim🇸🇦☝
☝Quran karim me allah subhanahu tala'h ne farmaya.
👉Aur Allah Taalaa ki raah kay shaheedon ko murda mat kaho woh zinda hain lekin tum nahi samajhtay.
📖Quran Surah Al Baqarah surah nu 2 aayat nu(154)
📗Hindi.👇
.और अल्लाह के राह के शहीदों को मुर्दा  मत कहो वे जीनदा हैं, लेकिन तुम नहीं समझते।
📗कूरान_सूरह_बकरा_सूरह नम्बर 2 आयत (154)
📗Urdu.👇
اور اللہ تعالٰی کی راہ کے شہیدوں کو مردہ مت کہو وہ زندہ ہیں، لیکن تم نہیں سمجھتے۔
📖Quran Surah Al Baqarah surah nu 2 aayat nu(154)
📗English.👇
And do not say about those who are killed in the way of Allah , "They are dead." Rather, they are alive, but you perceive [it] not.
📖Quran Surah Al Baqarah surah nu 2 aayat nu(154)
📗Arbic.👇
وَ لَا تَقُوۡلُوۡا لِمَنۡ یُّقۡتَلُ فِیۡ سَبِیۡلِ اللّٰہِ اَمۡوَاتٌ ؕ بَلۡ اَحۡیَآءٌ وَّ لٰکِنۡ لَّا تَشۡعُرُوۡنَ ﴿۱۵۴﴾
📖Quran Surah Al Baqarah surah nu 2 aayat nu(154)
👆●_____○○○○○○○○_____●👇
☝Allah Ta’ala Hum
sabhi imaan
walo ko Imaam husain
se sachchi pakki mohabbat karne
aur unki baton par amal
karne ki toufiq Ataa
Farmaye aur in sab buraiyo se hamen bachaye
Aameen.
Dua : Aye Allah! Qayenat Ke Har Musalmano Ko Deen-e-Islaam
Ki Samajh Ata Farma Aur Nabi-e-
Paak ﷺ (Sallallahu Alaihay
Wasallam) Ki Sunnaton Par Amal
ki Toufik Ata farma (Aameen Ya
Rabbul Aalameen)..

No comments:

Post a Comment

Jazak Allah Khair.?
Thank you for this Comment,?