..👆..👥jisne 3 din se ziyada apne bhai ko chorh diya (yani us se naraz raha ) aur mar gaya to wo dozakh mein dakhil hoga.👥👤.👇
👉Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki🌷Rasool-Allah SallallahuAlalhi wasallam ne farmaya kisi musalman ke liye ye jayez nahi ki apne bhai ko 3 din se ziyada chor de ( yani us sey naraz rahe) jisne 3 din se ziyada chorh diya aur mar gaya to wo dozakh mein dakhil hoga.
📖Abu Dawud, hadis nu(1483)
📗Hindi.👇
👉अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की 🌷रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया किसी मुसलमान के लिए ये जायज़ नही की अपने भाई को 3 दिन से ज़्यादा छोड़ दे ( यानी उस से नाराज़ रहे) जिसने 3 दिन से ज़्यादा छोड़ दिया और मर गया तो वो दोज़ख में दाखिल होगा
📖अबू दाऊद,हदिस नम्बर(1483)
📗Urdu.👇
ابو ہریرہ ردی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ
🌷رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا کسی مسلمان کے لیے یہ جائز نہیں کی اپنے بھائی کو 3 دن سے زیادہ چھوڑ دے (یعنی اس سے ناراض رہے) جس نے 3 دن سے زیادہ چھوڑ دیا اور مر گیا تو وہ دوزخ میں داخل ہو گا
📖Abu Dawud, hadis nu(1483)
๐Aur uss say ziyadah achi baat wala kon hai jo Allah ki taraf bulaye aur nek kaam keray aur kahey kay mein musalmanon mein say hun. quran,(41-33)
• ๐..๐ฅjisne 3 din se ziyada naraz.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment
Jazak Allah Khair.?
Thank you for this Comment,?