👤._____💐.♥ Eid Al-Adha ke Aadaab ♥.👤.💐._____👇
❶ Subah sawere uthna.
सूबह सबेरे वूठना।
❷ Miswak karna.
मिसवाक करना।
❸ Gusul karna.
गूसूल करना।
❹ Shari’at ke dayere mein rahte hue Apni Aarayesh karna.
सैरियत के दाइरे मै रहते हूये अपनी आरायेष करना।
❺ Umdah se Umdah kapde jo paas Maojood ho pahenna.
अछा से अछा कपरा जो पास मौजूद हो पहनना।
❻ Khushbo lagana.
खूसबू लागा।
❼ Surma lagana.
सूरमा लगाना।
❽ Eid ki Namaz se pehle kuch na khana.
ईद के नमाज से पहले कूछ न खाना।
❾ Jald az Jald Eidgah pahochna.
जलद ईदगाह पहूचना।
➓ Eid ki Namaz, Eidgah mein jakar padhna.
ईद कि नमाज ईदगाह मै जाकर पडना।
⓫ Eidgah paidal jana.
ईदगाह पैदल जाना ।
⓬ Eidgah se wapasi par dusra raasta Ekhtiyar karna.
ईदगाह से वापसी पर दूसरा रासता ईखतियार करना।
⓭ Eidgah jate waqt aur wahan se wapsi par Raaste mein,
ईदगाह जाते वकत ओर वाहासे वापिसी पर रासता मे तकबिर पडना।
☝اللہ اکبر اللہ اکبر لا الہ الا اللہ واللہ اکبر اللہ اکبر وللہ الحمد 🌷
☝"Allahu Akbar Allahu Akbar La ilaaha illallahu Wallahu Akbar, Allahu Akbar Walillahil Hamd!" Ba’aawaze buland padhna.🌷👇
⓮ Qurbani ke Mubarak Gosht se khane ki Ibteda karna.
πAur uss say ziyadah achi baat wala kon hai jo Allah ki taraf bulaye aur nek kaam keray aur kahey kay mein musalmanon mein say hun. quran,(41-33)
• π€._____π.♥ Eid Al-Adha ke Aadaab ♥.π€.π.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment
Jazak Allah Khair.?
Thank you for this Comment,?