• Dewar aur๐Ÿ‘ฉ❌__jeth to Mout๐Ÿ‘คhain

👱❌__Dewar aur👩❌__jeth to Mout👤hain.👇
🌷Rasool Akram Sallallahu Alaihi Wasallam ne Irshad Farmaya: “(Na Mahram) Aourton ke paas jane se bacho!” Aik Ansari sahabi farmane lage: Ya RasoolAllah! Khawind ke bhaiyyon (dewar aur jeth wagerah) se Mutalliq Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ka kya hukum hai? RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Irshad Farmaya: "Khawind ke bhai to Mout hain. (Yani in se pardah karne aur door rahne ka to bahot Zyadah Ehtemam karna chahiye.
📖Sahi Bukhari hadis nu(5232)
👆●◗►mishal 👇
Ahadees se wazeh hai ke dewar aur jeth se bhi pardah farz hai, Magar Aaj kal Mustarke khandani Nizam mein aourat ke liye ghar mein hamesha Naqab laga kar rakhna zaroori nahi balke Aourten aise gharon mein badi chadar wagera ka istemal karen taa ke Bawaqte zarurat ghoonghat kar ke chehra chupaya ja sake, isi tarah Ghar mein Na mahram mard o khawateen Nazren jhuka ke rakhen aur Aapas mein hansi Mazah aur be Takallufana guftagu se Ijtenab karen, Naiz Mard Hazrat ghar mein dakhil hote waqt ijazat len ya khankhar len ya pairon ki chaap aur Aahat ko zara buland karden taa ke ghar ki Masturaat ko aane ki ittela ho jaye, in Umoor ke Ehtemam se Mustarka khandani nizam mein bhi parde ke hukum ki baja Aawari ke sath sath gharelu kaam kaaj Ba’aasani sar Anjam diye ja skate hain.
📖Sahi Bukhari hadis nu(5232)
📗Hindi.👇
🌷नबी सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम ने फरमाया कि औरतो में जाने से बचते रहो इस पर कबिलाये अंसार के एक सहाबी ने अर्ज़ किया या रसूलल्लाह! देवर से मोतालिक आपकी क्या राय है? (वह अपनी भौजाई के साथ जा सकता है या नहीं?)
🌷नबी सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम ने फरमाया कि देवर या (जेठ) का जाना तो (मौत है। हलाकत है।)
📖सही बुखारी हदिष नम्बर(5232)
📗Urdu.👇
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ عورتوں میں جانے سے بچتے رہو اس پر قبیلہ انصار کے ایک صحابی نے عرض کیا: یا رسول اللہ! دیور کے متعلق آپ کی کیا رائے ہے؟ (وہ اپنی بھاوج کے ساتھ جا سکتا ہے یا نہیں؟) نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ دیور یا (جیٹھ) کا جانا ہی تو ہلاکت ہے۔
📖Sahi Bukhari hadis nu(5232)
📗English.👇
Narrated `Uqba bin 'Amir: Allah's Apostle said, Beware of entering upon the ladies. A man from the Ansar said, Allah's Apostle! What about Al-Hamu the in-laws of the wife (the brothers of her husband or his nephews etc.)? The Prophet replied: The in-laws of the wife are death itself.
📖Sahi Bukhari hadis nu(5232)
📗Arabic.👇
حدثنا قتيبة بن سعيد ،‏‏‏‏ ‏‏‏‏ حدثنا ليث ،‏‏‏‏ ‏‏‏‏ عن يزيد بن أبي حبيب ،‏‏‏‏ ‏‏‏‏ عن أبي الخير ،‏‏‏‏ ‏‏‏‏ عن عقبة بن عامر ،‏‏‏‏ ‏‏‏‏ أن رسول الله صلى الله عليه وسلم قال ‏  ‏ إياكم والدخول على النساء ‏  ‏‏.‏ فقال رجل من الأنصار يا رسول الله أفرأيت الحمو‏.‏ قال ‏  ‏ الحمو الموت ‏  ‏‏.‏
📖Sahi Bukhari hadis nu(5232)

No comments:

Post a Comment

Jazak Allah Khair.?
Thank you for this Comment,?