• ☝๐ŸŒท๐Ÿ’šAllah subhanahu aur uske Rasool ( Sal-Allahu Alaihi Wasallam) ki taraf se elan e jung.☝๐ŸŒท๐Ÿ’š

Bismillahirrahmanirrahim
☆●○•------💜🌷💜------•○●☆
☝🌷💚Allah subhanahu aur uske Rasool ( Sal-Allahu Alaihi Wasallam) ki taraf se elan e jung.☝🌷💚👇
💚 Allah subhanahu sood (ki kamayee) ko mita deta hai aur sadqaat ko bada deta hai aur Allah subhanahu kisi bhi nashukri karne wale gunahgar ko pasand nahi karta, jo log imaan laye aur neik kaam karte rahe aur namaz ko qayam rakha aur zakat dete rahe to unke RAB ke yahan unka ajar hai aur un par na koi khauff hoga aur na wo gamgeen honge.
Eh Momeeno Allah se daro aur agar tum imaan wale ho to jo kuch sood baqi rah gaya hai usko chodh do, Agar tumne na chodha to Allah subhanahu aur uske Rasool ( Sal-Allahu Alaihi Wasallam) ki taraf se tumhare khilaf elan e jung hai aur agar tauba kar lo to asal maal tumhara tumhare liye hai, na tum kisi par zulm karo aur na tum par zulm kiya jayega.
📖Quran,Surah Al-Baqara, Surah nu(2)aayat nu(276-279)
💚Jabir Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne Laanat ki hai Sood (byaj) lene wale par aur Sood dene wale par , aur Sood likhne wale par aur Sood ke
gawahon par aur farmaya wo sab barabar hain.
📖Sahi Muslim, hadis nu(4093) sahi
📗Hindi.👇
💚जाबिर रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने लानत की है सूद (ब्याज) लेने वाले पर और सूद देने वाले पर , और सूद लिखने वाले पर और सूद के गवाहों पर और फरमाया वो सब बराबर हैं
📖सही मुस्लिम,हदीस नम्बर(4093)सहि
📗Urdu.👇
حضرت جابر رضی اللہ عنہ سے روایت ہے، انہوں نے کہا: رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے سود کھانے والے، کھلانے والے، لکھنے والے اور اس کے دونوں گواہوں پر لعنت کی اور فرمایا: ( گناہ میں ) یہ سب برابر ہیں۔
📖Sahi Muslim, hadis nu(4093)sahi
💚Jabir Radi AllahuAnhu said that the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam cursed the accepter of interest and its payer, and one who records it, and the witnesses, and he said: They are all equal.
📖Sahi Muslim, hadis nu(4093)sahi
📗Arabic.👇
حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ الصَّبَّاحِ، وَزُهَيْرُ بْنُ حَرْبٍ، وَعُثْمَانُ بْنُ أَبِي شَيْبَةَ، قَالُوا: حَدَّثَنَا هُشَيْمٌ، أَخْبَرَنَا أَبُو الزُّبَيْرِ، عَنْ جَابِرٍ، قَالَ: «لَعَنَ رَسُولُ اللهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ آكِلَ الرِّبَا، وَمُؤْكِلَهُ، وَكَاتِبَهُ، وَشَاهِدَيْهِ»، وَقَالَ: «هُمْ سَوَاءٌ»
📖Sahi Muslim, hadis nu(4093)sahi

No comments:

Post a Comment

Jazak Allah Khair.?
Thank you for this Comment,?