☝💜🇸🇦Allah subhanahu apne bando ko sabse zyada Arfa ke din aag se aazad karta hai.☝🇸🇦💜👇
💚Aisha Radi allahu anha se rivayat hai ki Rasoollallah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Arfa se badh kar koi din aisa nahi jismein Allah subhanahu apne bando ko aag se aazad karta ho jitna ki arfa ke din aazad karta hai , Allah subhanahu qareeb se qareeb hota hai aur farishto ke samne bando ka haal dekh kar fakhr karta hai aur farmata hai ki ye kis irade se jama huye hain.
📖Sahi Muslim, hadis nu(3288)
☆●○•------🌷💚🌷-----•○●☆
( Allahu Akbar, Allahu Akbar Allahu Akbar
La illaha illAllah
Allahu Akbar, Allahu Akbar walillahil Hamd )
💚Anas bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaksh ALLAH se 3 martaba jannat maangta hai to jannat kahti hai ki
YA ALLAH isko jannat mein dakhil farma.
Aur jo shaks 3 martaba dozakh ki aag se panah maangta hai to dozakh ki aag kahti hai
YA ALLAH isko dozakh ki aag se mehfooz farma ,
📖Sunan Nasaii,hadis nu(5523)sahi
☆▪●•-----💚🌷💚-----•○●☆
Allahumma inni Asaluka Jannat-Al-Firdaus
Allahumma inni Asaluka Jannat-Al-Firdaus
Allahumma inni Asaluka Jannat-Al-Firdaus
Allahumma Ajirna Minan Naar
Allahumma Ajirna Minan Naar
Allahumma Ajirna Minan Naar )
📗Hindi.👇
💚आईशा रदी अल्लाहू अन्हा से रिवायत है की रसूल्लअल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अरफ़ा से बढ़ कर कोई दिन ऐसा नही जिसमें अल्लाह सुबहानहु अपने बन्दों को आग से आज़ाद करता हो जितना की अरफ़ा के दिन आज़ाद करता है , अल्लाह सुबहानहु क़रीब से क़रीब होता है और फरिश्तो के सामने बन्दों का हाल देख कर फख्र करता है और फरमाता है की ये किस इरादे से जमा हुए हैं।
📖सही मुस्लिम, हदीस नम्बर(3288)सही
📗Urdu.👇
حضرت عائشہ رضی اللہ تعالیٰ عنہا نے کہا : بلاشبہ اللہ کے رسول صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا : " کوئی دن نہیں جس میں اللہ تعالیٰ عرفہ کے دن سے بڑھ کر بندوں کو آگ سے آزاد فرماتا ہو ، وہ ( اپنے بندوں کے ) قریب ہوتا ہے ۔ اور فرشتوں کے سامنے ان لوگوں کی بناء پر فخر کرتا ہے اور پوچھتا ہے : یہ لوگ کیا چاہتے ہیں؟ "
📖Sahi Muslim, hadis nu(3288)
📗English.👇
A'isha (Allah be pleased with her) reported Allah's Messenger ( صلی اللہ علیہ وسلم ) as saying: There is no day when God sets free more servants from Hell than the Day of 'Arafa. He draws near, then praises them to the angels, saying: What do these want?
📖Sahi Muslim, hadis nu(3288)
📗Arabic.👇
حَدَّثَنَا هَارُونُ بْنُ سَعِيدٍ الْأَيْلِيُّ، وَأَحْمَدُ بْنُ عِيسَى، قَالَا: حَدَّثَنَا ابْنُ وَهْبٍ، أَخْبَرَنِي مَخْرَمَةُ بْنُ بُكَيْرٍ، عَنْ أَبِيهِ، قَالَ: سَمِعْتُ يُونُسَ بْنَ يُوسُفَ، يَقُولُ: عَنِ ابْنِ الْمُسَيِّبِ، قَالَ: قَالَتْ عَائِشَةُ: إِنَّ رَسُولَ اللهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ: مَا مِنْ يَوْمٍ أَكْثَرَ مِنْ أَنْ يُعْتِقَ اللهُ فِيهِ عَبْدًا مِنَ النَّارِ، مِنْ يَوْمِ عَرَفَةَ، وَإِنَّهُ لَيَدْنُو، ثُمَّ يُبَاهِي بِهِمِ الْمَلَائِكَةَ، فَيَقُولُ: مَا أَرَادَ هَؤُلَاءِ؟
📖Sahi Muslim, hadis nu(3288)
๐Aur uss say ziyadah achi baat wala kon hai jo Allah ki taraf bulaye aur nek kaam keray aur kahey kay mein musalmanon mein say hun. quran,(41-33)
• ☝๐๐ธ๐ฆAllah subhanahu apne bando ko sabse zyada Arfa ke din aag se aazad karta hai.☝๐ธ๐ฆ๐
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment
Jazak Allah Khair.?
Thank you for this Comment,?