👴👈💷Us shaksh ko dekho jo tum mein se(kam ho)Maal aur Daulat mein.👉👱👇
👉Abu Hurirah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allahu Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab tum mein se koi shaksh kisi aise aadmi ko dekhe jo maal aur shakal aur surat mein us se badkar hai to us waqt use aise aadmi ka khayal karna chahiye jo us se kam darja ka hai.
📖Sahi bukhari, hadis nu(6490)
👉Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya us shaksh ko dekho jo tum mein se kam ho ( Maal aur Daulat mein, aur Husn wa Jamaal mein aur Aulad mein) aur usko mat dekho jo tumse ziyada hai aur aisa karoge to ALLAH taaala ki Naimat ko apne upar haqeer ( yani kam) nahi samjhoge
📖Sahi Muslim, hadis nu(7430)
📗Hindi.👇
👉अबू हुरैरह रदियल्लाहो अन"हो से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जब तूम मे से कोई सक्स किसी अइसे आदमी को देखे जो माल और सकल और सूरत मै ऊसे बड कर है तो ऊस वकत उसे ऐसे आदमी का ख्याल करना चाहिए जो उस से कम दर्जे का है।
📖सहि बुखारी हदिष नम्बर(6490)
📗Urdu.👇
نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ”جب تم میں نے کوئی شخص کسی ایسے آدمی کو دیکھے جو مال اور شکل و صورت میں اس سے بڑھ کر ہے تو اسے ایسے شخص کا دھیان کرنا چاہئے جو اس سے کم درجہ کا ہے۔“
📖Sahi bukhari, hadis nu(6490)
📗English.👇
Narrated Abu Huraira: Allah's Apostle said, If anyone of you looked at a person who was made superior to him in property and (in good) appearance, then he should also look at the one who is inferior to him.
📖Sahi bukhari, hadis nu(6490)
📗Arabic.👇
حَدَّثَنَا إِسْمَاعِيلُ، قَالَ: حَدَّثَنِي مَالِكٌ، عَنْ أَبِي الزِّنَادِ، عَنِ الْأَعْرَجِ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، عَنْ رَسُولِ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، قَالَ: ""إِذَا نَظَرَ أَحَدُكُمْ إِلَى مَنْ فُضِّلَ عَلَيْهِ فِي الْمَالِ وَالْخَلْقِ، فَلْيَنْظُرْ إِلَى مَنْ هُوَ أَسْفَلَ مِنْهُ"".
📖Sahi bukhari, hadis nu(6490)
๐Aur uss say ziyadah achi baat wala kon hai jo Allah ki taraf bulaye aur nek kaam keray aur kahey kay mein musalmanon mein say hun. quran,(41-33)
• ๐ด๐๐ทUs shaksh ko dekho jo tum mein se(kam ho)Maal aur Daulat mein.๐๐ฑ
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment
Jazak Allah Khair.?
Thank you for this Comment,?