• ๐Ÿ‘ฅ๐Ÿ“๐Ÿ™‡Jo log tasweer banate hain unhe Qayamat ke din Azab kiya jayega.๐Ÿ˜ญ๐Ÿ“

👥📝🙇Jo log tasweer banate hain unhe Qayamat ke din Azab kiya jayega.😭📝👇
👉Abdullah bin Umar  Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam  ne farmaya Jo log tasweer banate hain unhe Qayamat ke din Azab kiya jayega aur unse kaha jayega ki jisko tumne banaya hai usmein ab jaan bhi daalo.
📖Sahi Bukhari, hadis nu(5951)
👉Said bin Abu Al-Hasan ne kaha ki Main Ibn Abbaski Khidmat mein hazir tha ki Ek shaksh unke pass aaya aur kaha ki Eh Abu Abbas main un logo mein se hu jinki rozi apne haath ke hunar par moquf hai aur main ye tasweerein banata hu , Ibn Abbas Radi Allahu Anhuma ne kaha ki maine Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam  ko ye farmate huye suna hai ki jisne kabhi koi tasweer banayee to ALLAH subhanahu usey us waqt tak Azab dega jab tak wo shaksh un tasweeron (ya moortiyon) mein jaaan na daal de aur wo kabhi usmein jaan nahi daal sakta
ye sun kar us shaksh ka saans phul gaya aur chehra zard parh gaya Ibn Abbas ne kaha ki Afsos, agar tum tasweerein banana hi chahte ho to Darakhton ki aur un cheezo ki banao jismein jaan nahi hai.
📖Sahi Bukhari, hadis nu(2225)
📗Hindi.👇
👉अब्दुल्लाह बिन उमर रदी अल्लाहू अन्हो  से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो लोग तस्वीर बनाते हैं उन्हें कयामत के दिन अजाब किया जाएगा और उनसे कहा जाएगा की जिसको तुमने बनाया है अब इसमें जान भी डालो।
📖सहि बुखारी हदिष नम्बर(5951)
📗Urdu.👇
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ”جو لوگ یہ مورتیں بناتے ہیں انہیں قیامت کے دن عذاب کیا جائے گا اور ان سے کہا جائے گا کہ جس کو تم نے بنایا ہے اب اس میں جان بھی ڈالو۔“
📖Sahi Bukhari, hadis nu(5951)
📗English.👇
Narrated `Abdullah bin `Umar: Allah's Apostle said, Those who make these pictures will be punished on the Day of Resurrection, and it will be said to them. 'Make alive what you have created.'
📖Sahi Bukhari, hadis nu(5951)
📗Arabic.👇
حَدَّثَنَا إِبْرَاهِيمُ بْنُ الْمُنْذِرِ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا أَنَسُ بْنُ عِيَاضٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ عُبَيْدِ اللَّهِ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ نَافِعٍ، ‏‏‏‏‏‏أَنَّ عَبْدَ اللَّهِ بْنَ عُمَرَ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُمَا، ‏‏‏‏‏‏أَخْبَرَهُ أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ:‏‏‏‏ ""إِنَّ الَّذِينَ يَصْنَعُونَ هَذِهِ الصُّوَرَ يُعَذَّبُونَ يَوْمَ الْقِيَامَةِ، ‏‏‏‏‏‏يُقَالُ لَهُمْ:‏‏‏‏ أَحْيُوا مَا خَلَقْتُمْ"".
📖Sahi Bukhari, hadis nu(5951)

No comments:

Post a Comment

Jazak Allah Khair.?
Thank you for this Comment,?