👴💚👵Maa Baap ki khidmat jihad se zyada jaruri hai👵💚👴👇
👉Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki ek shakhs Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam kei khidmat mein hazir hau aur jihad mein jaane ki ejazat maangi to Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne pucha ki kya tumhare Maa-Baap zinda hain to usne kaha ji haan, Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya phir tum unki khidmat karo.
📖Sahi Bukhari,hadis nu(3004)
👉Mu'awiyah bin Jahimah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Jahima Radi Allahu Anhu Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ke paas aaye aur arz ki Ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam maine Jihad mein shamil hone ka irada kar liya hai aur iske liye main aapka mashwara chahta hu Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya kya tumhari Maa zinda hai unhone arz ki Ji haan to Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya to phir tum unki khidmat karo kyunki Jannat Maa ke qadmo ke neeche hai.
(Sunan Nasaii)
📗Hindi.👇
👉अब्दुल्लाह बिन उमर रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की एक शख्स रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम की खिदमत में हाज़िर हुआ और आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम से जिहाद में जाने की इजाज़त मांगी तो आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने पूछा की क्या तुम्हारे माँ-बाप ज़िंदा हैं तो उसने कहा जी हाँ, तो आप सल-अल्लाहू अलैही वासल्लं ने फरमाया फिर तुम उनकी खिदमत करो
📖सही बुखारी, हदिष नम्बर(3004)
📗Urdu.👇
میں نے عبداللہ بن عمرو رضی اللہ عنہما سے سنا، آپ بیان کرتے تھے کہ ایک صحابی نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی خدمت میں حاضر ہوئے اور آپ صلی اللہ علیہ وسلم سے جہاد میں شرکت کی اجازت چاہی۔ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے ان سے دریافت فرمایا ”کیا تمہارے ماں باپ زندہ ہیں؟“ انہوں نے کہا کہ جی ہاں! آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ”پھر انہیں میں جہاد کرو۔ ( یعنی ان کو خوش رکھنے کی کوشش کرو ) ۔“
📖Sahi Bukhari,hadis nu(3004)
📗English.👇
Narrated `Abdullah bin `Amr: A man came to the Prophet asking his permission to take part in Jihad. The Prophet asked him, Are your parents alive? He replied in the affirmative. The Prophet said to him, Then exert yourself in their service.
📖Sahi Bukhari,hadis nu(3004)
📗Arabic.👇
حَدَّثَنَا آدَمُ، حَدَّثَنَا شُعْبَةُ، حَدَّثَنَا حَبِيبُ بْنُ أَبِي ثَابِتٍ، قَالَ: سَمِعْتُ أَبَا الْعَبَّاسِ الشَّاعِرَ وَكَانَ لَا يُتَّهَمُ فِي حَدِيثِهِ، قَالَ: سَمِعْتُ عَبْدَ اللَّهِ بْنَ عَمْرٍو رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُمَا، يَقُولُ: جَاءَ رَجُلٌ إِلَى النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ فَاسْتَأْذَنَهُ فِي الْجِهَادِ، فَقَالَ: ""أَحَيٌّ وَالِدَاكَ""، قَالَ: نَعَمْ، قَالَ: ""فَفِيهِمَا فَجَاهِدْ"".
📖Sahi Bukhari,hadis nu(3004)
๐Aur uss say ziyadah achi baat wala kon hai jo Allah ki taraf bulaye aur nek kaam keray aur kahey kay mein musalmanon mein say hun. quran,(41-33)
• ๐ด๐๐ตMaa Baap ki khidmat jihad se zyada jaruri hai๐ต๐๐ด
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment
Jazak Allah Khair.?
Thank you for this Comment,?