• ๐Ÿ‘ค๐Ÿ™ŒAgar shohar ghar par mojud hai to koi bhi aurat uski ijazat ke bagair nafli Roza na rakhe.๐Ÿ‘‡

👤🙌Agar shohar ghar par mojud hai to koi bhi aurat uski ijazat ke bagair nafli Roza na rakhe.👇
👉Abu Hurairah Radi allahuanhu se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlaihi wasallam ne farmaya agar shohar ghar par mojud hai to koi bhi aurat uski ijazat ke bagair (nafli) Roza na rakhey.
📖Sahi Bukhari, hadis nu(5192)
👉Muawiyah al-Qushayri Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki main Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ki khidmat mein hazir hua aur pucha ki hum par biwiyon ke kya huquq hain , Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo tum khud khatey ho unko (apni biwiyon ko) bhi khilao, aur jaisey (achchey) kapdey tum pahantey ho unko bhi pahnao, aur unko maaro nahi aur unko bura na kaho ( yani unki insult na karo , gaali na do).
(Sunan Abu Dawud,)
📗Hindi.👇
👉अबू हुरैरा  रदी अल्लाहु अन्हु  से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहु  अलैहि वसल्लम  ने फरमाया अगर शोहर घर पर मोजूद है तो कोई भी औरत उसकी इजाज़त के बगैर (नफ्ली) रोज़ा ना रखे
📖सही बुखारी,हदिष नम्बर(5192)
📗Urdu.👇
نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ اگر شوہر گھر پر موجود ہے تو کوئی عورت اس کی اجازت کے بغیر ( نفلی ) روزہ نہ رکھے۔
📖Sahi Bukhari, hadis nu(5192)
📗English.👇
Narrated Abu Huraira: The Prophet said, A woman should not fast (optional fasts) except with her husband's permission if he is at home (staying with her).
📖Sahi Bukhari, hadis nu(5192)
📗Arabic.👇
حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ مُقَاتِلٍ، ‏‏‏‏‏‏أَخْبَرَنَا عَبْدُ اللَّهِ، ‏‏‏‏‏‏أَخْبَرَنَا مَعْمَرٌ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ هَمَّامِ بْنِ مُنَبِّهٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، ‏‏‏‏‏‏عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‏‏‏‏ ""لَا تَصُومُ الْمَرْأَةُ وَبَعْلُهَا شَاهِدٌ إِلَّا بِإِذْنِهِ"".
📖Sahi Bukhari, hadis nu(5192)

No comments:

Post a Comment

Jazak Allah Khair.?
Thank you for this Comment,?