๐Ÿ‘ค๐Ÿ’›__๐Ÿ˜‚Namaz har hal me farz hai ham sab par.๐Ÿ’š

👤_Agar Aap din ke 50,000  bhi kamate ho aur aapko 5 waqt namaz padhne ki taufiq nahi mil rahi to samjho aap rozana bahut zyada nuqsan ka sauda kar rahe ho.•••••••-----💚-----•••••••👇
🌱Aur Agar aap din ke 50 Rupees kama rahe ho aur aapko rozana 5 waqt namaz ki taufiq mil rahi hai to samjho aap rozana bahut zyada fayde ka sauda kar rahe ho. kyunki............👇
👉Rasool-Allah Sal-Allhu-Alaihi-Wasallam se namaz ke baarey mein pucha to farmaya khadey hokar Namaz parho aisa na kar sako to baith kar namaz parho aur aisa na kar sako to karwat ke bal let kar namaz parha karo
📖Sunan Ibn Majah,hadis nu(1223)
📗Jannat wale gunahgaron se puchenge.
☝Tumhein dozakh mein kis chez ney dala"Wo jawab deingay kay hum namazi na thy.
📖quran-surah Muddassir-
(74)Aayat nu(42-43)
👉Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya sabse pahle bande ko Qayamat ke din namaz ka hisab dena padhega
(Hadis'Sunan Nasaii)
📖Allah ta’lah Quran me farmata hai.
☝Lakin tum to duniya ki zindagi ko tarjeeh dyty ho"Aur akhrat buhat bhyter aur baqa wali hay.
Quran Surah Al-Ala (87),Aayat nu (16-17)
🌷Rasool-Allah Sal-Allhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya Hamarey aur unkey (munafiqon ke) darmiyan Ahad Namaz hai to jisne Namaz ko chorh de usney kufr kiya.
📖Sunan Ibn Majah, hadis nu (1079)
📗Hindi.👇
🌷रसूल सल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फरमाया हमारे और मुनाफि कून के दरमियान नमाज फर्क है"जिसने नमाज छोड़ दी उसने कूफर किया'
📖Sunan Ibn Majah, hadis nu (1079)
📗Urdu.👇
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ہمارے اور منافقوں کے درمیان نماز معاہدہ ہے ۱؎، جس نے نماز ترک کر دی اس نے کفر کیا ۔
📖Sunan Ibn Majah, hadis nu (1079)
📗English.👇
‘Abdullah bin Buraidah narrated that his father said: “The Messenger of Allah (ﷺ) said: ‘The covenant that distinguishes between us and them is prayer; so whoever leaves it, he has committed Kufr.’”
📖Sunan Ibn Majah, hadis nu (1079)
📗Arabic.👇
حَدَّثَنَا إِسْمَاعِيل بْنُ إِبْرَاهِيمَ الْبَالِسِيُّ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا عَلِيُّ بْنُ الْحَسَنِ بْنِ شَقِيقٍ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا حُسَيْنُ بْنُ وَاقِدٍ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا عَبْدُ اللَّهِ بْنُ بُرَيْدَةَ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَبِيهِ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‏‏‏‏  الْعَهْدُ الَّذِي بَيْنَنَا وَبَيْنَهُمُ الصَّلَاةُ، ‏‏‏‏‏‏فَمَنْ تَرَكَهَا فَقَدْ كَفَرَ .
📖Sunan Ibn Majah, hadis nu (1079)

No comments:

Post a Comment

Jazak Allah Khair.?
Thank you for this Comment,?