Logon mein sab se behtar shakhs kaun hai

Bismillahirrahmanirraheem 
 💜Logon mein sab se behtar shakhs kaun hai, 💛Ek shakhs ne arz kiya: Allah ke rasool ﷺ! logon mein sab se behtar shakhs kaun hai,aap ﷺ ne farmaya: ”jis ki Umar lambi ho aur amal nek ho“, us aadmi ne phir poocha ke logon mein sab se badtar shakhs kaun hai? aap ﷺ ne farmay: ”jis ki Umar lambi ho aur amal bura ho“. 📖Jamì at-Tirmidhi hadis nu(2330)  
📗Hindi.👇 
 💙एक शख़्स ने अर्ज़ किया, अल्लाह के रसूल ﷺ! लोगों में सबसे बेहतर शख़्स कौन है? आप ﷺ ने फ़रमाया: जिसकी उम्र लंबी हो और अमल नेक हो, उस आदमी ने फिर पूछा की लोगों में सबसे बदतर शख़्स कौन है? आप ﷺ ने फ़रमाया:‌ जिसकी उम्र लंबी हो और अमल बुरा हो। 
📖जामे अत तिरमिजी हदीस नम्बर(2330) 
📗Urdu.👇 
 ایک شخص نے عرض کیا: اللہ کے رسول! لوگوں میں سب سے بہتر شخص کون ہے؟ آپ نے فرمایا: ”جس کی عمر لمبی ہو اور عمل نیک ہو“، اس آدمی نے پھر پوچھا کہ لوگوں میں سب سے بدتر شخص کون ہے؟ آپ نے فرمایا: ”جس کی عمر لمبی ہو اور عمل برا ہو“ ۱؎۔ امام ترمذی کہتے ہیں: یہ حدیث حسن صحیح ہے۔ 
📖Jamì at-Tirmidhi hadis nu(2330) 
 📗English.👇 
 Abdur-Rahman bin Abi-Bakrah narrated from his father that a man said: O Messenger of Allah! Which of the people is the best? He said: He whose life is long and his deeds are good. He said: Then which of the people is the worst? He said: He whose life is long and his deeds are bad. 
📖Jamì at-Tirmidhi hadis nu(2330)  
📗Arbic.👇 
 حَدَّثَنَا أَبُو حَفْصٍ عَمْرُو بْنُ عَلِيٍّ، حَدَّثَنَا خَالِدُ بْنُ الْحَارِثِ، حَدَّثَنَا شُعْبَةُ، عَنْ عَلِيِّ بْنِ زَيْدٍ، عَنْ عَبْدِ الرَّحْمَنِ بْنِ أَبِي بَكْرَةَ، عَنْ أَبِيهِ، أَنَّ رَجُلًا، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ يَا رَسُولَ اللَّهِ، ‏‏‏‏‏‏أَيُّ النَّاسِ خَيْرٌ ؟ قَالَ:‏‏‏‏ مَنْ طَالَ عُمُرُهُ وَحَسُنَ عَمَلُهُ قَالَ:‏‏‏‏ فَأَيُّ النَّاسِ شَرٌّ ؟ قَالَ:‏‏‏‏ مَنْ طَالَ عُمُرُهُ وَسَاءَ عَمَلُهُ ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ أَبُو عِيسَى:‏‏‏‏ هَذَا حَدِيثٌ حَسَنٌ صَحِيحٌ. 
📖Jamì at-Tirmidhi hadis nu(2330) 

 📜 *wazahat:* ek karobari ki nigah mein uska kharch kiya hua maal (investment) ki jo hesiyat hai wahi hesiyat aur moqam waqt ka hai, karobari apne kharch kiye hue maal ke badle mein jo munafa pata hai usse hamesha badhane ka khwahishmand hota hai, isi tarah lambi muddat paane wale ko chahiye ke uska waqt zeyada se zeyada neki ke kamo mein guzre, agar usne apne zindagi ke sarmaya ko isi tarah baki rakha toh jis tarah karobari apne kharch kiye hue maal se nafa kamata hai, usi tarah ye bhi fayda hasil karta rahega, yaani uski nekiya (achhe amaal) badhte rahenge, jo akhirat mein uske kamyab hone ka sabab aur jannat mein Ala moqam paane ka zariya sabit hoga. insh'a Allah 

No comments:

Post a Comment

Jazak Allah Khair.?
Thank you for this Comment,?