Momin ki ruh karz ki wajah se atki rehti hai.

Bismillahirrahmanirraheem
Momin ki ruh karz ki wajah se atki rehti hai.
💚Nabi kareem ﷺ ne farmaya: "momin ki ruh (maut ke baad) is ke karz ki wajah se Atki rehti hai jab tak ke us (karz) ki adaigi nah ho jaye". 📖Jam e Tirmidhi hadis nu(1079) 📜 ☆wazahat☆ yaani iss ka muamla mauquf rehta hai uss shakhs ki nijaat ya halakat ka faisla nahi kiya jata hai. Ye khaas hai uss shakhs ke saath jis ke paas itna maal ho jis se wo qarz ada kar sake, wo shakhs jis ke paas maal na ho aur wo iss haal mein mara ho ke qarz ki adaegi ka uss ka pokhta iradah raha ho to aise shakhs ke baare mein hadees mein aata hai ke uss shakhs ka qarz ALLAH ta'ala ada kar dega. 
📖Sahi Bukhari hadis nu(2387)  
📗Hindi.👇 
 नबी करीम ﷺ ने फ़रमाया: "मोमिन की रूह ( मौत के बाद ) उस के क़र्ज़ की वजह से अटकी रहती है जब तक की उस (क़र्ज़) की अदायगी ना हो जाये।" 
 📖जामिया अत तिरमीजी हदीस नम्बर(1079) 
📗Urdu.👇 
 نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا، ”مومن کی روح(موت کے بعد) اس کے قرض کی وجہ سے اٹکی رہتی ہے جب تک کہ اس (قرض) کی ادائیگی نہ ہو جائے“۔ 
 📖Jam e Tirmidhi hadis nu(1079)  
📗English.👇 
(Another chain) Abu Hurairah narrated that: The Messenger of Allah said: The believer's soul is suspended by his debt until it is settled for him. 
 📖Jam e Tirmidhi hadis nu(1079)  
📗Arbic.👇
 حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ بَشَّارٍ، حَدَّثَنَا عَبْدُ الرَّحْمَنِ بْنُ مَهْدِيٍّ، حَدَّثَنَا إِبْرَاهِيمُ بْنُ سَعْدٍ عَنْ أَبِيهِ، عَنْ عُمَرَ بْنِ أَبِي سَلَمَةَ، عَنْ أَبِيهِ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ: نَفْسُ الْمُؤْمِنِ مُعَلَّقَةٌ بِدَيْنِهِ حَتَّى يُقْضَى عَنْهُ . قَالَ أَبُو عِيسَى: هَذَا حَدِيثٌ حَسَنٌ وَهُوَ أَصَحُّ مِنَ الأَوَّلِ. 
 📖Jam e Tirmidhi hadis nu(1079) 

No comments:

Post a Comment

Jazak Allah Khair.?
Thank you for this Comment,?