βAye shakil tu Yunhi be Fikr Ke Jiye ja Raha thaβ
πZindagi main do pal koi mere paas nahi baitha,π¨ββ€οΈβπ¨ Aaj sab mere paas baithe ja rahe hai,π¨βπ¨βπ¦ Koi dua ka tohfa na mila aaj tak mujhe,ππ Aur aaj sab mere magfirat ki dua diye ja rahe hai,π·π Taras gaye ham kisi ke hath se ek kapde ko,π€΄π Aur aaj naye naye kapde pehnaye ja rahe hai,π Do qadam sath chalne ko na tayar tha koi,π¬π― Aur aaj sab qafila banker le ja rahe hai,π¬π Aaj pata chala ke mout itni haseen hoti hai,π· Aye shakil tu yunhi be fikr ke jiye ja raha tha,πΊ βJayega jab Jahan se kuch bhi na Paas hoga,πΆ Do gaz kafan ka tukda tera Libas hoga.π Kabhi ham aise the Jaise Aaj tum ho Aur,π¨βπ» Kal tum aise ho jaoge jaise aaj ham Hain.πΆ βAye Allah Ham sab ko Aakhirat ki Tayari karne ki Toufeeq Ata Farmaye.
ββββAameenββββ
No comments:
Post a Comment
Jazak Allah Khair.?
Thank you for this Comment,?