Bismillahirrahmanirrahim
☝Allah Subhanahu ke siwa kisi ki bhi qasam khana shirk hain☝
💙Abdullah ibn umar radi allahu anhuma se rivayat hai ki RasoolAllah Sallalalahu alaihi wasallam ne farmaya Allah Subhanahu ke siwa kisi ki ki bhi qasam khana shirk hai
📖Al-Silsila As-Sahiha, hadis nu(1073)
💙Abdullah bin umar Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya ki agar kisi ko kasam khani ho to Allah Subhanahu ki hi kasam khaye warna khamosh rahe.
📖Sahi Bukhari, hadis nu(2679)
📗Hindi.👇
💙हज़रत अब्दुल्लाह बिन उमर रदी अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अल्लाह सुबहानहु के सिवा किसी की भी कसम खाना शिर्क है।
📖अल सिलसिला अस सहिहा, हदीस नम्बर(1073)
📗Urdu.👇
عبداللہ بن عمر رضی اللہ عنہ سے روایت ہے كہ میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا اللہ كے سوا کسی كی بھی قسم کھائی جائے وہ شرك ہے
📖Al-Silsila As-Sahiha, hadis nu(1073)
📗English.👇
Narratd by Abdullah ibn Umar Radi Allahu Anhu that RasoolAllah Sallallahu alaihi wasallam said Swearing by anything other than Allah is polytheism (shirk)
📖Al-Silsila As-Sahiha, hadis nu(1073)
📗Arbic.👇
عَنْ ابْنِ عُمر ، قَالَ : سَمِعتُ رَسُولَ اللهِ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم يَقُول: كُلُّ يَمِينٍ يُحْلَفُ بِهَا دُون الله شِركٌ.
📖Al-Silsila As-Sahiha, hadis nu(1073)
💚Aur uss say ziyadah achi baat wala kon hai jo Allah ki taraf bulaye aur nek kaam keray aur kahey kay mein musalmanon mein say hun. quran,(41-33)
• ☝Allah Subhanahu ke siwa kisi ki bhi qasam khana shirk hain☝
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment
Jazak Allah Khair.?
Thank you for this Comment,?