💚Aur uss say ziyadah achi baat wala kon hai jo Allah ki taraf bulaye aur nek kaam keray aur kahey kay mein musalmanon mein say hun. quran,(41-33)
iftari ke waqt Allah subhanahu bahut se logo ko dozakh se aazad farma dete hain
Bismillahirrahmanirrahim
iftari ke waqt Allah subhanahu bahut se logo ko dozakh se aazad farma dete hain.
💜Jaber Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya iftari ke waqt Allah subhanahu bahut se logo ko (dozakh se) aazad farma dete hain aur aisa har raat hota hai
📖Sunan Ibn Majah, hadis nu(1643)Hasan
Dua : Allahumma Ajirni Minan Naar
(Ya Allah mujhe Dozakh ki aag se bacha)
📗Urdu.👇
جابر رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کی رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا افطاری كے وقت اللہ بہت سے لوگوں کو( دوزخ سے) آذاد فرما دیتے ہیں اور ایسا ہر رات ہوتا ہے
📖Sunan Ibn Majah, hadis nu(1643)Hasan
📗Hindi.👇
जाबिर रदी-अल्लाहू-अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू-अलैही-वसल्लम ने फ़रमाया इफ्तारी के वक़्त अल्लाह सुबहानहु बहुत से लोगो को (दोज़ख़ से) आज़ाद फरमा देते हैं और ऐसा हर रात होता है
📖सुनन इब्न माजा, हदीस नम्बर(1643) हसन
📗English.👇
It was narrated from Jabir radi allahu anhu that the Messenger of Allah peace be upon him said At every breaking of the fast Allah has people whom He frees (from the Fire), and that happens every night.
📖Sunan Ibn Majah, hadis nu(1643)Hasan
Dua : Allahumma Ajirni Minan Naar
(Oh Allah save me from the Hell fire)
📗Arabic.👇
حَدَّثَنَا أَبُو كُرَيْبٍ، حَدَّثَنَا أَبُو بَكْرِ بْنُ عَيَّاشٍ، عَنِ الأَعْمَشِ، عَنْ أَبِي سُفْيَانَ، عَنْ جَابِرٍ، قَالَ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ ـ صلى الله عليه وسلم ـ " إِنَّ لِلَّهِ عِنْدَ كُلِّ فِطْرٍ عُتَقَاءَ وَذَلِكَ فِي كُلِّ لَيْلَةٍ " .
📖Sunan Ibn Majah, hadis nu(1643)Hasan
Lailatul Qadar, Sabe Qadar
LAILATUL QADR
Hum ne ye Quran ko Shab-e-Qadr me nazil farmaya hai.
📖Al Quran, Surah Qadr(97)Aayat nu( 1_5 )
📗Hindi.👇
(1)☝यकीनन हमने इसे शबे कदर में उतारा।
(2)तो क्या समझा कि शबे कदर क्या है?
(3)शबे कदर एक हजार महीनों से बेहतर है।
(4)इस मे (हर काम) के सिर अनजाम देने का अपने रब के हूकूम से फरिश्ते और रूह (गेब्रियल) उतरते हैं।
(5)यह रात सरासर सलामती की होती है और"फजर के तलूक होने तक (रहती है)।
📖कूरआन सूरह कदर सूरह नम्बर(97)आयत नम्बर(1_5)
📗Urdu.👇
(1)یقیناً ہم نے اسے شب قدر میں نازل فرمایا۔
(2)
تو کیا سمجھا کہ شب قدر کیا ہے؟
(3 )
شب قدر ایک ہزار مہینوں سے بہتر ہے۔
(4 )
اس (میں ہر کام) کے سر انجام دینے کو اپنے رب کے حکم سے فرشتے اور روح (جبرائیل ) اترتے ہیں۔
(5 )
یہ رات سراسرسلامتی کی ہوتی ہے اور فجر کے طلوع ہونے تک (رہتی ہے)۔
📖Quran Surah Qadr Surah nu(97)Aayat nu(1_5)
📗English.👇
(1)Indeed, We sent the Qur'an down during the Night of Decree.
(2)And what can make you know what is the Night of Decree?
(3)The Night of Decree is better than a thousand months.
(4)The angels and the Spirit descend therein by permission of their Lord for every matter.
(5)Peace it is until the emergence of dawn.
📖Quran Surah Qadr Surah nu(97)Aayat nu(1_5)
📗Arabic.👇
اِنَّاۤ اَنۡزَلۡنٰہُ فِیۡ لَیۡلَۃِ الۡقَدۡرِ ۚ﴿ۖ۱﴾
وَ مَاۤ اَدۡرٰىکَ مَا لَیۡلَۃُ الۡقَدۡرِ ؕ﴿۲﴾
لَیۡلَۃُ الۡقَدۡرِ ۬ ۙ خَیۡرٌ مِّنۡ اَلۡفِ شَہۡرٍ ؕ﴿ؔ۳﴾
تَنَزَّلُ الۡمَلٰٓئِکَۃُ وَ الرُّوۡحُ فِیۡہَا بِاِذۡنِ رَبِّہِمۡ ۚ مِنۡ کُلِّ اَمۡرٍ ۙ﴿ۛ۴
سَلٰمٌ ۟ ۛہِیَ حَتّٰی مَطۡلَعِ الۡفَجۡرِ ٪(۵﴾
📖Quran Surah Qadr Surah nu(97)Aayat nu(1_5)
💚Umm-E-Ayesha Radi allahu anha se riwayath hai ki ,Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya"Shab-e-Qadr ko Ramadhan ki Aakhri Ashrey ki Taaq (21, 23, 25, 27, 29) raaton mein talaash karo".
📖Sahi Bukhari hadis nu(2017)
📗Hindi.👇
नबि सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम ने फरमाया, शबे कदर रमजान के आखरी दस दिनों की ताक रातों में खोजो"डूनडो।
📖सही बुखारी हदीस नम्बर(2017)
📗Urdu.👇
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا، شب قدر کو رمضان کے آخری عشرہ کی طاق راتوں میں ڈھونڈو۔
📖Sahi Bukhari hadis nu(2017)
📗Arabic.👇
حدثنا قتيبة بن سعيد ، حدثنا إسماعيل بن جعفر ، حدثنا أبو سهيل ، عن أبيه ، عن عائشة ـ رضى الله عنها ـ أن رسول الله صلى الله عليه وسلم قال تحروا ليلة القدر في الوتر من العشر الأواخر من رمضان .
📖Sahi Bukhari hadis nu(2017)
🌔
LAILATUL QADR KI.
DUA
اللَّهُمَّ إِنَّكَ عَفُوٌّ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنِّي
Hazrath Ayesha Radi Allahu Anha ne farmaya," Ya 🌷Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam agar Mujhe shab-e-Qadr mil jaye to kya dua karu "? Toh Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya kaho.
(Allahumma innaka afuwwun tuhibbul-afwa, faafu anni)
Ya Allah tu maaf karne wala hai aur maaf karne ko pasand karta hai isliye mujhe maaf farma.
📗Hindi.👇
मैंने कहा: अल्लाह के रसूल! अगर मुझे मालूम हो जाए कि कौन सी रात लैलतुल क़द्र है तो इसमें क्या पढ़ूँ? आप ने फरमाया: "पढ़ो ऐ अल्लाह! तो माफ व दरगुज़र करने वाला मेहरबान है, और माफ व दरगुज़र करने वालो को तो पसंद करता है, इसलिए तो हमें माफ व दरगुज़र कर ।
📖हदिस तिरमिजी हदीस नम्बर(3513)
📗Urdu.👇
میں نے کہا: اللہ کے رسول! اگر مجھے معلوم ہو جائے کہ کون سی رات لیلۃ القدر ہے تو میں اس میں کیا پڑھوں؟ آپ نے فرمایا: ”پڑھو «اللهم إنك عفو كريم تحب العفو فاعف عني» ”اے اللہ! تو عفو و درگزر کرنے والا مہربان ہے، اور عفو و درگزر کرنے کو تو پسند کرتا ہے، اس لیے تو ہمیں معاف و درگزر کر دے“۔ امام ترمذی کہتے ہیں: یہ حدیث حسن صحیح ہے۔
📖HadisTirmizi hadis nu(3513)
📗English.👇
Aishah narrated: “I said: ‘O Messenger of Allah, what is your view if I know when the Night of Al-Qadr is, then what should I say in it?” He said: ‘Say: “O Allah, indeed You are Pardoning, [Generous,] You love pardon, so pardon me (Allāhumma innaka `Afuwwun [Karīmun], tuḥibbul-`afwa fa`fu `annī).’”
📖HadisTirmizi hadis nu(3513)
📗Arabic.👇
حَدَّثَنَا قُتَيْبَةُ، حَدَّثَنَا جَعْفَرُ بْنُ سُلَيْمَانَ الضُّبَعِيُّ، عَنْ كَهْمَسِ بْنِ الْحَسَنِ، عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ بُرَيْدَةَ، عَنْ عَائِشَةَ، قَالَتْ: قُلْتُ: يَا رَسُولَ اللَّهِ، أَرَأَيْتَ إِنْ عَلِمْتُ أَيُّ لَيْلَةٍ لَيْلَةُ الْقَدْرِ مَا أَقُولُ فِيهَا ؟ قَالَ: قُولِي: اللَّهُمَّ إِنَّكَ عُفُوٌّ كَرِيمٌ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنِّي . قَالَ أَبُو عِيسَى: هَذَا حَدِيثٌ حَسَنٌ صَحِيحٌ.
📖HadisTirmizi hadis nu(3513)
Allah Hamein Lailat-Ul-Qadr Naseeb Farmaa Aur Nek Hidayath De.
Aameen Summa Aameen.
Jannat aur Roza Raiyan
Bismillahirrahmanirrahim
Us darwaze Se Sirf Rozedaar Hi Jannat Mein Dakhil Honge 💚Sahal bin Sad radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jannat mein ek darwaza hai jisey Ar-Raiyan kahtey hainQayamat ke din us darwazey se sirf rozedaar hi jannat mein dakhil honge unkey siwa aur koi usmein se dakhil nahi hoga, pukara jayega ki rozedar kaha hain ? wo khadey ho jayenge, unkey siwa us sey aur koi andar nahi jane payega aur jab ye log andar chaley jayengey to ye darwaza band kar diya jayega phir us se koi andar nahi ja sakega
📖Sahi Bukhari, hadis nu(1896)
📗Hindi.👇
💚सहल बिन साद रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जन्नत में एक दरवाज़ा है जिसे अर-रेयान कहते हैं क़यामत के दिन उस दरवाज़े से सिर्फ़ रोज़ेदार ही जन्नत में दाखिल होंगे उनके सिवा और कोई उसमें से दाखिल नही होगा, पुकारा जाएगा की रोज़ेदर कहा हैं ? वो खड़े हो जाएँगे, उनके सिवा उस से और कोई अंदर नही जाने पाएगा और जब ये लोग अंदर चले जाएँगे तो ये दरवाज़ा बंद कर दिया जाएगा फिर उस से कोई अंदर नही जा सकेगा
📖सही बुखारी,हदिष नम्बर(1896)
📗Urdu.👇
سہل بن سعد ساعدی رضی اللہ عنہ نے کہرسول کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جنت کا ایک دروازہ ہے جسے ریان کہتے ہیں قیامت کے دن اس دروازہ سے صرف روزہ دار ہی جنت میں داخل ہوں گے ، ان کے سوا اور کوئی اس میں سے نہیں داخل ہو گا ، پکارا جائے گا کہ روزہ دار کہاں ہے ؟ وہ کھڑے ہو جائیں گے ان کے سوا اس سے اور کوئی نہیں اندر جانے پائے گا اور جب یہ لوگ اندر چلے جائیں گے تو یہ دروازہ بند کر دیا جائے گا پھر اس سے کوئی اندر نہ جا سکے گا,
📖Sahi Bukhari, hadis nu(1896)
📗English.👇
Narrated Sahl: The Prophet said, There is a gate in Paradise called Ar-Raiyan, and those who observe fasts will enter through it on the Day of Resurrection and none except them will enter through it. It will be said, 'Where are those who used to observe fasts?' They will get up, and none except them will enter through it. After their entry the gate will be closed and nobody will enter through it.
📖Sahi Bukhari, hadis nu(1896)
📗Arabic.👇
حَدَّثَنَا خَالِدُ بْنُ مَخْلَدٍ، حَدَّثَنَا سُلَيْمَانُ بْنُ بِلَالٍ، قَالَ: حَدَّثَنِي أَبُو حَازِمٍ، عَنْ سَهْلٍ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ، عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، قَالَ: ""إِنَّ فِي الْجَنَّةِ بَابًا، يُقَالُ لَهُ: الرَّيَّانُ، يَدْخُلُ مِنْهُ الصَّائِمُونَ يَوْمَ الْقِيَامَةِ، لَا يَدْخُلُ مِنْهُ أَحَدٌ غَيْرُهُمْ، يُقَالُ: أَيْنَ الصَّائِمُونَ؟ فَيَقُومُونَ، لَا يَدْخُلُ مِنْهُ أَحَدٌ غَيْرُهُمْ، فَإِذَا دَخَلُوا أُغْلِقَ، فَلَمْ يَدْخُلْ مِنْهُ أَحَدٌ"".
📖Sahi Bukhari, hadis nu(1896)
Jannat ke darwaaze ko khol diye jaate hain Jahannam ke darwaaze band kar diye jaate hain
💚Jannat ke darwaaze ko khol diye jaate hain Jahannam ke darwaaze band kar diye jaate hain.
➊ Ramadhan mein Quran e Kareem ka nuzool:*
Allah Taala ka farmaan hai:
شَہۡرُ رَمَضَانَ الَّذِیۡۤ اُنۡزِلَ فِیۡہِ الۡقُرۡاٰنُ ہُدًی لِّلنَّاسِ وَ بَیِّنٰتٍ مِّنَ الۡہُدٰی وَ الۡفُرۡقَانِ ۚ فَمَنۡ شَہِدَ مِنۡکُمُ الشَّہۡرَ فَلۡیَصُمۡہُ ؕ وَ مَنۡ کَانَ مَرِیۡضًا اَوۡ عَلٰی سَفَرٍ فَعِدَّۃٌ مِّنۡ اَیَّامٍ اُخَرَ ؕ یُرِیۡدُ اللّٰہُ بِکُمُ الۡیُسۡرَ وَ لَا یُرِیۡدُ بِکُمُ الۡعُسۡرَ ۫ وَ لِتُکۡمِلُوا الۡعِدَّۃَ وَ لِتُکَبِّرُوا اللّٰہَ عَلٰی مَا ہَدٰىکُمۡ وَ لَعَلَّکُمۡ تَشۡکُرُوۡنَ ﴿۱۸۵﴾
📖Tarjumah:💚
Maah-e-ramzan woh hai jiss mein quran utaara gaya jo logon ko hidayat kerney wala hai aur jiss mein hidayat ki aur haq-o-baatil ki tameez ki nishaniyan hain tum mein say jo shaks iss maheeney ko paye ussay roza rakhna chahaiye haan jo beemar ho ya musafir ho ussay doosray dinon mein yeh ginti poori kerni chahaiye Allah Taalaa ka irada tumharay sath aasani ka hai sakhti ka nahi woh chahata hai kay tum ginti poori ker lo aur Allah Taalaa ki di hui hidayat per uss ki baraiyan biyan kero aur uss ka shukar kero.
📖Quran:Surah Al-Baqarah, Surah No(2) Ayat No(185)
💚Abu Hurairah Radiallahu anhu kahte hai ki"Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya
Jab Ramadhan ka maheena aata hai to Jannat ke darwaaze ko khol diye jaate hain Jahannam ke darwaaze band kar diye jaate hain
Aur Shayateen ko zanjeer main kas diya jata hain.
📖Sahi Bukhari , hadis nu (3277)
📗Hindi.👇
💚अबू हुरैरा रदियल्लाहू अन्हो केहती है की रसूल-अल्लाह सल सल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाय जब रमजान का महीना आता है तो जन्नत के दरवाजे को खोल दिया जाता है" जहन्नम के दरवाजे बंद कर दिए जाते हैं और सयातीन को जंजीर में कस दिया जाता है।
📖Sahi Bukhari , hadis nu (3277)
📗Urdu.👇
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ”جب رمضان کا مہینہ آتا ہے تو جنت کے دروازے کھول دئیے جاتے ہیں۔ جہنم کے دروازے بند کر دئیے جاتے ہیں اور شیاطین کو زنجیروں میں کس دیا جاتا ہے۔“
📖Sahi Bukhari , hadis nu (3277)
📗English.👇
Narrated Abu Huraira: Allah's Apostle said, When the month of Ramadan comes, the gates of Paradise are opened and the gates of the (Hell) Fire are closed, and the devils are chained.
📖Sahi Bukhari , hadis nu (3277)
📗Arabic.👇
حَدَّثَنَا يَحْيَى بْنُ بُكَيْرٍ، حَدَّثَنَا اللَّيْثُ، قَالَ:
حَدَّثَنِي عُقَيْلٌ، عَنْ ابْنِ شِهَابٍ، قَالَ: حَدَّثَنِي ابْنُ أَبِي أَنَسٍ مَوْلَى التَّيْمِيِّينَ، أَنَّ أَبَاهُ حَدَّثَهُ أَنَّهُ سَمِعَ أَبَا هُرَيْرَةَ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ، يَقُولُ: قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ: ""إِذَا دَخَلَ رَمَضَانُ فُتِّحَتْ أَبْوَابُ الْجَنَّةِ وَغُلِّقَتْ أَبْوَابُ جَهَنَّمَ وَسُلْسِلَتِ الشَّيَاطِينُ"".
📖Sahi Bukhari , hadis nu (3277)
15 Shaban ki Raat Ki haqeeqat" Shab e Barat" ki haqeeqat
15 Shaban ki Raat Ki haqeeqat"
Shab e Barat" ki haqeeqat
💚Baaz log Shaban ke Maheene Mein 15th Shaban Ko Shab-E-Barat Ke Naam Se Yaad Kiya Jata Hai"Aur Unke Ulama Shab-e-Qadr Jaisi Fazilate Bayan Karte Hain,
Aur Aqeeda Rakte hain Is Raat Infiradi Wa Ijtimayee Ibadato Ka Ahtimam Kiya Jata Hain, Atish baziya Ki Jati Hain, Masjido Main Chiragha Kiya Jata Hain, Bewa Aurte Ye Samajhti Hain Ke Unke Shoharo Ki Roohe Is Raat Aati Hain Isliye Behtreen Qism Ke Pakwan Tayyar Karke Unka INtezar Karti hain, Aisa Biddat ke Amale hamare Mashre Main Paya jata hain,
Aur wo Log Shaban Ki 15wi Raat Ki Fazilat Main Jo Bhi Hadis Bayan Ki Jati Hain Sab Ki Sab Mozoo Ya Zaeef Riwayat Hain,Isi Tarhan Is Raat Ki Ibadato ke silsile Main Jo Bhi hadis bayan Ki Jati Hain Woh Sari Mozoo zaeef Hain.
Shab-e-Barat Ki Fazilat Me Quran Ki Yeh Ayat Paish Ki Jati Hain.
☝Yaqeenan hum ney issay ba-barkat raat mein utara hai be-shak hum daraney walay hain.
📖Quran Surah dukhaan Surah nu(44)Ayat nu(3)
In Ka Yeh Qoul Sarasar Ghalat Wa Bebuniyad Hai Jiski Daleel Yeh Hai Ke Allah Rabbul Izzat Ne Is Ayat Me Jis Raat Ko Mubarak Raat Kaha Hain Woh Ramadan Ki
Shab-e-Qadr Hain Na Ke Shab-e-Barat, Kyon ki Yeh Baat Har Musalman Janta Hain Ke Quran-e-Kareem Ka Nazeel Ramadan Me Hua Hain, Na Ke Shaban Ke Mahine Me,
Irshad-e-Rabbani Hain.
☝"Ramadan To Woh Mahina Hai Jisme Quran Majeed Nazil Kiya Gaya”
📖Quran,Surah Al-Baqra Surah nu(2)Ayat nu(185)
Doosri Jagah Rabbul Izzat Irshad Farmata Hain
☝Humne Is (Quran Kareem) Ko Shab-e-Qadr Me Nazil Farmaya Tumhe Kya Malum Ke Shab-e-Qadr Kya Hain, Shab-e-Qadr Me Ek Raat Ki Ibadat Hazar Mahino Ki Ibadat Se Behtar Hain"
📖Quran,Surah Al-Qadr Surah nu(97)Ayat nu(1-3)
💜Abu Musa Al-Ashari Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya Allah subhanahu srif Shaban ki raat ( 15 shaban) ko tamam makhluq ki bakhshis farma detey hain siwaye shirk karne wale ke aur keena rakhney wale ke.
📖Sunan Ibn Majah, hadis nu(1390)Zaeef Riwayat)
Ye hadis sahi bhi manliya jaye Lekin Is Hadis main Is Raat Ke Liye Maksoos khas Ibadat Karne Ki Na Koee Daleel Hain Aur Na hi Kisi Ibadat Ka Hukum Diya Gaya Hain.
Aur Jahan Tak Logo Ki Maghfirat Ki Baat Hai Tu Yeh Sirf isi Raat Ke Sath Khas Nahi Hain Balke Yeh To Har Din Hota Hain, Jaisa Ke Sahi Hadis Se Sabit Hain Ke,
"Allah subhanahu talah Har Din Akhri Raat Ke Pehar main Sama Dunia Per Aata Hain Aur Yeh Ailan Karta Hain Ke Kon Hain Jo Mujhe Pukare Phir Main Uski Dua Ko Qabool Karon,Kaun
Hain Jo Mujhse Sawal kare Aur Main Use Du Kaun Hain Jo Mujh Se Maghfirat Talab Kare Aur Phir Main uski Maghfirat Kardon “
Isse Malum Hua Ke Gunaho Ki Maghfirat Ka Kaam hamesha Hota Rehta Hain Yeh Sirf
Shab-e-Barat Ke Sath Khas Nahi.
Haqeeqat yeh Hain Ke Shab-E-Barat Ka Islam Se Koee Taulluq Nahin Hain Ise Ijad Karne Wale Raafdi Hain.
Ab Koee Yeh Kahe Ke Hum Is Raat Ibadat Hi To karte Hain To Isme Burayee Kya Hain,Burayee Ibadat Main Har Giz nahin Hai Burayee Hain is Baat Main Ke Jo Baat Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam ne Nahi Batayee Woh Hum Kaise Kar SakTe Hain.
Ek Insan Agar Asr Ke 4 Farzo Ki jagah 5 Parhne Lage To Kya Woh Sahi Hoga"Hargiz Nahin Jabke Woh Ek Rakat Namaz Hi ZYada parh Raha Hain Per Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne 4 Bataye Hain To Hum Usse Zyada Ya kam Nahin Kar Sakte.
Isi Tarhan Ibadat Allah subhanahu talah ke Yahan Woh Qabool Hogi Jiske Karne Ka Hukum Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Diya Hain.
Aur Shab-e-Barat Ki Ibadat Kisi Bhi Sahi Ahdis Se Sabit Nahi.
Zara Sochiye Ke Agar Yeh Itni Fazilat Wali Raat Hoti To KYa (Sahaba ikram) Is Raat Ko Ibadat Nahi Karte, Koee Ek Bhi Wakhiya
(Sahaba ikram) se Sabit Nahi Ke Un Logo Ne Is Raat Ko Khas Ibadat Nahi ki hain, Jo Khas Ibadat Ki Raat Hain Woh To Ramadan Ki (Shab-e-Qadr) Hain Usme Jitni Chahe Ibadat Karein.
Ek Baat Yaad Rakhein Ke Allah subhanahu talah Us Ibadat Ko Qabool Karta Hain Jisme Niyat Khalis Allah Ki Raza Ki Ho Aur Tareeqa Khalis Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Ka Ho.
Akhri Baat Jo Shab-e-Barat Manate hain,wo Logo Yaad Rakho' JO Amal Aap karte ho Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya hain ke wo Mardood hain."
💚Ayesha Radi-Allahu-Anha. Riwayat karti hain ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya ki Jisne hamare is deen me kuch aisi baat shamil ki jisme hamara Amal Nahi hain to wo mardud hain.
📖Sahi bukhari, hadis nu(2697)
(Sahi muslim)
📗Hindi.👇
💚अबू मूसा अल-असरी रदि अल्लाहू अन्हु से रिवायत है कि रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फरमाया अल्लाह सुभानहू सिर्फ सबान की रात (15 सबान) को तमाम मखलूक की बख्शीश फरमा देता है सिवाय सिरक करने वाले के और किना रखने वाले के।
📖सूनून इब्ने माजा हदीस नम्बर(1390) जइफ रिवायत )
📗Urdu.👇
آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: اللہ تعالیٰ نصف شعبان کی رات ( اپنے بندوں پر ) نظر فرماتا ہے، پھر مشرک اور ( مسلمان بھائی سے ) دشمنی رکھنے والے کے سوا ساری مخلوق کی مغفرت فرما دیتا ہے ۔
📖Sunan Ibn Majah, hadis nu(1390)Zaeef Riwayat)
📗English.👇
It was narrated from Abu Musa Al-Ash’ari that the Messenger of Allah (ﷺ) said: “Allah looks down on the night of the middle of Sha’ban and forgives all His creation, apart from the idolater and the Mushahin.” Anoth
📖Sunan Ibn Majah, hadis nu(1390)Zaeef Riwayat)
📗Arabic.👇
حَدَّثَنَا رَاشِدُ بْنُ سَعِيدِ بْنِ رَاشِدٍ الرَّمْلِيُّ، حَدَّثَنَا الْوَلِيدُ، عَنْ ابْنِ لَهِيعَةَ، عَنْ الضَّحَّاكِ بْنِ أَيْمَنَ، عَنْ الضَّحَّاكِ بْنِ عَبْدِ الرَّحْمَنِ بْنِ عَرْزَبٍ، عَنْ أَبِي مُوسَى الْأَشْعَرِيِّ، عَنْ رَسُولِ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ: إِنَّ اللَّهَ لَيَطَّلِعُ فِي لَيْلَةِ النِّصْفِ مِنْ شَعْبَانَ، فَيَغْفِرُ لِجَمِيعِ خَلْقِهِ إِلَّا لِمُشْرِكٍ أَوْ مُشَاحِنٍ .
📖Sunan Ibn Majah, hadis nu(1390)Zaeef Riwayat)
Pahad Aur Darakht Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam Ko Salam Kahte They
Bismillahirrahmanirraheem
Pahad Aur Darakht Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam Ko Salam Kahte They
💙Ali Ibn Talib Radi Allahu anhu farmate hain ki Main Makka mein Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ke saath tha , hum kisi bhi janib se nikalte aur Aap SallAllahu Alaihi Wasallam ke samne koi pahad ya darakht aata to wo kahta As Salamu Alaika Ya RasoolAllah (Eh Allah ke Rasool aap par salamati ho)
📖Al-Silsila As-Sahiha Hadis nu (3544)
📗Hindi.👇
💙अली इब्न तालिब रदी अल्लाहू अन्हु फरमाते हैं की मैं मक्का में रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम के साथ था , हम किसी भी जानिब से निकलते और आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम के सामने कोई पहाड़ या दरख़्त आता तो वो कहता अस सलामू अलयका या रसूलअल्लाह (एह अल्लाह के रसूल आप पर सलामती हो)
📖अल-सिलसिला स-सहिहा हदीस नम्बर (3544)
📗Urdu.👇
علی بن ابی طالب رضی اللہ عنہ فرماتے ہیں کی ،میں مکہ میں رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم کے ساتھ تھا ۔ہم کسی بھی جانب سے نکلتے اور آپ صلی اللہ علیہ وسلم کے سامنے کوئی پہاڑ یا درخت آتا تو وہ کہتا السلام عليك يا رسول الله یعنی اے اللہ کے رسول آپ پر سلامتی ہو۔
📖Al-Silsila As-Sahiha Hadis nu (3544)
📗English.👇
Narrated by Ali ibn talib Radi Allahu Anhu I was with the Nabee SallAllahu Alaihi Wasallam in the makka and whenever we used to pass by any mountain or tree they used to send salam on Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam by saying As Salamu Alaika Ya RasoolAllah (Peace and Mercy be upon you Oh Messenger of the Allah)
📖Al-Silsila As-Sahiha Hadis nu (3544)
📗Arbic.👇
عَنْ عَلِيِّ بْنِ أَبِي طَالِبٍ قَالَ: كُنْتُ مَعَ النَّبِيِّ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم بِمَكَّةَ فَخَرَجْنَا فِي بَعْضِ نَوَاحِيهَا فَمَا اسْتَقْبَلَهُ جَبَلٌ وَّلَا شَجَرٌ إِلَّا وَهُوَ يَقُولُ: السَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللهِ
📖Al-Silsila As-Sahiha Hadis nu (3544)
Teen Qism ke log Aise Hai
Teen Qism ke log Aise Hai
💜Rasool Allah ﷺ ne farmaya: teen qism ke log aise hain ke jin ka qayamat main khud muddai
( khilaaf ) banuga.
1⃣Ek to woh shakhs jis ne mere naam pe ehad kiya, aur phir wada khilafi ki.
2⃣Dusra woh jis ne kisi azaad aadmi ko bech kar uski qeemat khayi aur
3⃣Teesra woh shakhs jis ne kisi ko mazdoor kiya, phir kaam to us se poora liya, lekin uski mazdoori naa di.
📖Sahi Bukhari hadis Nu(2270)
📗Hindi.👇
रसूल अल्लाह ﷺ ने फरमाया: तीन किस्म के लोग ऐसे हैं कि जिनका क़यामत में मैं ख़ुद मुद्दई ( खिलाफ ) बनूँगा:
1⃣एक तो वो शख़्स जिसने मेरे नाम पे अह्द किया, और फिर वादा ख़िलाफ़ी की।
2⃣दूसरा वो जिसने किसी आज़ाद आदमी को बेच कर उस की क़ीमत खाई और
3⃣तीसरा वो शख़्स जिसने किसी को मज़दूर किया, फिर काम तो उस से पूरा लिया, लेकिन उसकी मज़दूरी ना दी।
📖सही बुखारी हदीस नम्बर(2270)
📗Urdu.👇
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: تین قسم کے لوگ ایسے ہیں کہ جن کا قیامت میں میں خود مدعی بنوں گا۔
1⃣ ایک تو وہ شخص جس نے میرے نام پہ عہد کیا، اور پھر وعدہ خلافی کی۔
2⃣ دوسرا وہ جس نے کسی آزاد آدمی کو بیچ کر اس کی قیمت کھائی اور
3⃣ تیسرا وہ شخص جس نے کسی کو مزدور کیا، پھر کام تو اس سے پورا لیا، لیکن اس کی مزدوری نہ دی۔
📖Sahi Bukhari hadis Nu(2270)
📗English.👇
Narrated Abu Huraira: The Prophet said, Allah said, 'I will be an opponent to three types of people on the Day of Resurrection:
-1. One who makes a covenant in My Name, but proves treacherous;
-2. One who sells a free person and eats his price; and
-3. One who employs a laborer and takes full work from him but does not pay him for his lab our.'
📖Sahi Bukhari hadis Nu(2270)
📗Arbic.👇
حَدَّثَنَا يُوسُفُ بْنُ مُحَمَّدٍ ، قَالَ : حَدَّثَنِي يَحْيَى بْنُ سُلَيْمٍ ، عَنْ إِسْمَاعِيلَ بْنِ أُمَيَّةَ ، عَنْ سَعِيدِ بْنِ أَبِي سَعِيدٍ ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ ، عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ ، قَالَ : قَالَ اللَّهُ تَعَالَى : ثَلَاثَةٌ أَنَا خَصْمُهُمْ يَوْمَ الْقِيَامَةِ : رَجُلٌ أَعْطَى بِي ثُمَّ غَدَرَ ، وَرَجُلٌ بَاعَ حُرًّا فَأَكَلَ ثَمَنَهُ ، وَرَجُلٌ اسْتَأْجَرَ أَجِيرًا فَاسْتَوْفَى مِنْهُ وَلَمْ يُعْطِهِ أَجْرَهُ .
📖Sahi Bukhari hadis Nu(2270)
Subscribe to:
Posts (Atom)